Pakistan Mein Driving License Banwanay Ka Tarikah | Purzouq |

Pakistan Mein Driving License Banwanay Ka Tarikah | Purzouq |
Pakistan Mein Driving License Banwanay Ka Tarikah
Pakistan Mein Driving License Banwanay Ka Tarikah

Learner License

Pakistan Mein Driving License Banwanay Ka Tarikah keh learner license hama qism ke license ko banwanay se pehlay lazmi banwana parta hain qoun keh learner license govt ke  qawaneen mein shamil hain is liay is ka banwana lazmi hai is ke baghair  kisi qism ka license jari nahi kiya jata

LTV license

LTV license woh log banwatay hain jin ke pass 12 se 14 wheels wali vehicle hoti hain aur is ki fees htv license ke moqablay mein kam hoti hai.

You can also read this

HTV license

HTV license un vehicle ke liay banwaya jata hai jin ke wheels 16 se 24 tak hotay hain aur is ki fees ltv ke moqablay mein zayadahoti hain.

Regular License

Pakistan mein vehcle ko general travelling road par chalanay ke liay driver ki umar 18 saal hona lazmi hai.2024 ke qanoon ke mutabiq 18 saal umar ke hamil adrad sirf Motor Cycle hi drive kar saktay hain 19 saal umar ke hamil afra log Motor Cycle ke sath Ricksha bhi chala saktay hain. HTv license ke liay driver ki uma 23 saal hona lamzi hai.Pakistan Mein Driving License Banwanay Ke liay dastawaiz darj zail hain.

License banway ke liay Required Documents:-

1 : -email id
2  National Identity card
3  2 MOBILE NO
4  Blood Group
5  Medical certificate
6 1 Adad Passport size Image

Internet user Government Of Punjab ki website dlims.punjab.govt.pk par pehlay apna Account Create ga

is ke apnay account ko login karain.Account login karnay ke liay apna login yahni Username aur password istaal kiya jaye ga. is ke baad apna name, father name, date of birth, Personal Contact No Emergency Contact No, gender, male-female feed kiya jaye ga. 

Blood group vehicle type automatic ya manual ko select kiya jaye ga. medical certificate us waqt add kiya jaye jab driving license candidate 50 saal se zayada Umar ka ho ga otherwise medical certificate add karnay ka zaroorat nahi hai.Ab bari atti hai keh kis gari ka license banwana hai yani motorcycle, car jeep rickshaw, coaster, invalid carriage public vehicle transport yah buses waghaira.mutaaleqah vehicle ko select karnay ke baad is ki fee automatic show ho jaye gi. 

license,Pakistan Mein Driving License Banwanay Ka Tarikah
Pakistan Mein Driving License Banwanay Ka Tarikah

Ab apna image select karain jo keh 500 kb se kam ho. image ko add karnay ke baad anpna qaumni shanakhty card ki fronk side aur back side add ki jaye gi johnhi hum image aur national identity card add karain gay to submit ka button active ho jaye ga.

Checkmark ke box par click karain box mein green colour ka correct ka sign show ho jaye ga. Ap jonhi submit pa click karain gay to ap ka learner license print ke liay ready ho chuka hai. Is learner ka print out karan aur is ko 42 days ke liay istamaal karin 42 days ke baad ap ka mutaalqah District mein test lia jaye ja jis mein ap se vehicle ke bare mein basic traffic sign turn aur Utern ke bare mein pocha jaye ga.

Ap sawalat ke jawabat darust howay to ap ko 15 se 90 days ke duraan Regular License Govt ki taraf se bana kar bhaij diya jaye ga. agar fail howay to aik martaba phir learner banwain gay aur is tariqah kar ko apnatay howay hasool e License ke liay 42 days ke liay phir se test dain gay.

Learner Fees

  1. Motor Cycle 500
  2. Motor Cycle Rickshaw 500
  3. motor cat, jeep 500
  4. Light Transport Vehicle 500
  5. Heavy Transport Vehicle 500
  6. Tractor Agri 500
  7. Tractor Commercial 500
  8. Invalid Carriage 500
  9. Public Transport 500
  10. Degar (Other License) 500

Learner Fees per vehicle 500 rupay hai lekin yeh fees fixes nhe yeh fees hakomaton ki policy ke sath sath chang hoti rehti hai barkaif 2024 mein is ki mojoda fees 500 rupay hi hai.

Salana Fees(Annual Fee)

  1. Motor Cycle 500
  2. Motor Cycle Rickshaw 500
  3. motor cat, jeep 1800
  4. Light Transport Vehicle 2000
  5. Heavy Transport Vehicle 2000
  6. Tractor Agri 1000
  7. Tractor Commercial 1500
  8. Invalid Carriage Free
  9. Public Transport 1500
  10. Degar (Other License) 1000

Government Policy ke hisab se is mein tabdely  ya tarmeem ka ikhtayar rakhti hai.



Post a Comment

Previous Post Next Post

recent posts

Random Posts