Bisp Dynamic Survey kiya hai? | What is Bisp Dynamic Survey | By Purzouq |

Bisp Dynamic Survey kiya hai?

Bisp Dynamic Survey kiya hai
Bisp Dynamic Survey kiya hai

Meta Description:

Kiaya app bhi "Bisp ka Dynamic Survey kiya hai" kay bare mein janna chahtay hain? Agar yahi baat hai  to ap ko theek aricle mila hai  jahan par ap ko apni matlobah mallomat perfect aur correct milain gi is article mein woh tamam points mentioned hain jin ki aap ko talash hai.

Ta'aruf (Introduction)

Aap ko "Bisp ka Dynamic Survey" kay bare mein muksmal malomat milain gi.app ko pata ho ga keh Pakistan mein benazir income support programme aik survey ke mutabiq 93 lac say 97 lac logon ko har 3 mahernay baad 8500 say 9000 ki qist adda karti hai.

Aap iss article ko bhi parh saktay hain

Dynmic Survey kiya hai?

Aik isa amal jis kay zaye ahel aur nahel afrrad ke darmeyan farq karna keh kon sa fard ahel aur kon safarf naehel hai ki tafreeq karna bisp mein Dynamic survey kehlata hai .is amal ko saranjaam denay ke liay bisp ke numainday (surveyor) mulk bhar kay doray kartay hain aur bisp kay liay beneficiary ko muntakhib kartay hain

Dynamic survey Benazir income support Programme ki janib say kiya janay wala mulkgeer ahsan aqdamat mein say aik qadam hai.Dynamic survey ka maqsad Bisp ki beneficiary kay DATA ko update karnay kay liay kiya jata hai keh kon si beneficiary ko kitnay arsay kay liay mustafeed karna hai ya kis beneficiary ko kitni dair baad system say hazaf (Delete) karna hai.

Dynamic Survey Ka Maqsad:-

Bisp har 3 saal baad Apnay  Qualified surveyors kay zarye poray mulk ka survey karwata hai takeh naye aur ahel mustahiqeen ko mali imdad say mustafeed kiya jaye.jin afraad nay apni 9 episode ya 9 qistain wasool kar li hain or 3 saal say masalsal paisay wasool kar rahay hain un ko Bisp 8171 ki taraf say sms anay shoroh ho gaye hain keh woh apna dynamic survey karwain.

Dynamic Survey ka bunyadi maqsad naehel afraad ko hataa kar haq daar afraadko shmil karna hai.Pehlay bisp nay Dynamic survey ki last date 31December muqarar ki thi lekin Bisp kydafatir mein logon kay rush ki waja say bispnay is ka ab jo last date final ki hai woh 31 june hai.

Abhi tak ap ne agar apna Dynamic survey nahi karaya to 31 June tak ap kaypass waqt hai ap apna Dynamic survey apnay elaqay mein nazdeek tareen Bisp registration center say kawrwa saktay hai

Dynamic Se Pehlay Iqsaat Ki Ta'adad:-

Dynamic survey mein is bat ka pata lagaya jata hai keh kis kis beneficiary ki paisay wasool karnay ki haad pori ho chuki hai aur kis benefuciary ki miyaad kitni baqi rehti hai.Agar ap nay 9 say kam qistain wasool ki hain to ap survey karwanay kau ahel nahi hain.agar ap ne pori 9 qistain wasool kar li hain aur yeh raqam masalsal wasool karna chahtay hain to ap ka Dynamic survey lazmi ho ga.

Is ke baraks agar ko 8171 say naehel honay kay baray mein koi message mila hai to preshan honay ki zarorat nahi kiyoun keh yeh message un logon kay liay hai jihoun nay apni 9 iqsat wasool kar li hain.agar app nay 3,4,5,6,ya 7 qistain waool kihaintoyeh message ap kay creatrea par logo nahi hota.

Bisp Eligibility SMS:-

Bisp 8171 ki taraf say Eligibilty ka yeh message Bisp mein registered Tamam afraad ko mila hai lekin Dynamic survey sirf aur sirf unhi logon ka ho ga jin ki qaram wasool karnay ki limit ya had khatam ho chuki hai.aisay afrad ko iss message ko serious lanay kizaroorat nahi.

Conclusion:-

Bisp ka Dynamic Survey kiya hai kay topic par ap ko yaqeenan yeh article bohat help full sabit howa ho ga. ap is article ko read karnay kay baad mein umeed karta ho keh ap  Dynamic Survey kiya hai kay bare mein kafi haad tak jan chukay hoon gay.

Post a Comment

Previous Post Next Post

recent posts

Random Posts